Doston aaj ki is article me ham aapko btane wale hai ki No Grass PUBG Mobile Lite Latest Update Config file download or ise paryog kaise kare. Or me sara kuchh btane ka kosis karunga ki kaise No Grass config download karna hai ise hamlog achhe trarike se kaise use kar sakte hai.
Doston aap kabhi na kabhi sochte jarur honge ki yaar ham log PUBG Mobile ya PUBG Mobile Lite me kaise koi bhi enemies ko dekhe or use kill kar de kyunki doston jab aap PUBG khelte honge to aapko pta nahi chalta hoga ki yaar enemies kahan hai.
Taaki ham shoot kar sake or doston jayeda tar to jab aap kahi yesha jagah hote hai jahan sirf Grass hoti hai or agar aap wahin so jaate hai to aapko koi dekh nahi pata hai or aap aram se kill kar dete hai.
Lekin Agar koi enemies aapko Grass me sokar maarta hai to shayad aap bhi nahi dekh paate honge or aap sochne lagte honge ki yaar koi yesha tarika hai jo hamlog PUBG Me grass ko remove ar sake to doston aaj me aapko PUBG No Grass Config file ke baare me btane wala hun bas ye article ko pura padhna.
No Grass PUBG Mobile Lite Kaam Kaise Karta Hai
Doston sabse pahle ye jaan lena jaruri hai ki No Grass Config file kaam kaise karta hai. Jab aap pubg mobile lite me is file ko use karte ho. Iske baad aap dekhoge ki aapke pubg game me grass bilkul bhi nahi rahega. Yaani is file se Grass puri trah se remove ho jayega.
Yaani ki jab aap pahle apne game ko khelte the tab aapko aapke game me grass har jagah nazar aata hoga or agar koi enemies grass me soya hua bhi hai to shayad aapko nahi dikhta hoga. or aap pareshan ho jaate honge ki yaar enemies kahan hai or hame kahan se maar raha hai.
To ye file ka paryog karke bahut ashaani tarike se enemies ko kill kar sakte hai or Aap ki game ki khelne ki experience puri trah se badal jayega or aap bahut aaram se chicken dinner kar loge.
?GAME MODES?:?
[1]-Anti ban:- Doston halanki ye config file se aapka account ban nahi hoga lekin ye paryog karna game me ek trah ka ellegal hai isliye aap ise soch samjh kar paryog kare.
[2]-Easy kill:- Ha doston isse aap bahut aram se kill kar doge kyunki isme grass remove ho jaati hai or aap checken dinner bahut araam se nikal loge.
[3]-No leg:- Doston is config file ko download karne baad jab ise use karoge to aapka leg fix ho jayega kyunki iske andar lag fix ka bhi coding kiya geya hai jisse lag fx ho jata hai.
[4]- Anime spot easy:- Anime ko aap bahut araam se spot kar doge ye aapke liye sabse jayeda benefits hai kher ise use kaise karna hai dekhte jao or jayeda jankari ke liye video bhi dekh sakte hai.
No Grass PUBG Mobile Lite Latest Update Config file download
Doston no grass config aap yahan se latest update wala config Download kar sakte hai jo aapke device me puri trah se saport karegi or ek baat aapko btana chahta hun ki ise kaise use karna hai aapko video me mil jayega jo aap niche jaa kar dekh sakte hai aapko puri achhi trike s btaya geya hai.
How To Use No Grass Config File
Doston ab me aapko btaunga ki is config ko kaise use kar sakte hai bas aapko kuchh step follow karna hoga iske baad aapka kaam ho jayega bahut simple hai bas step dheyan se dekhna.
- sabse pahle aap No Grass config file ko download kare.
- iske baad No Grass config ko unzip kare.
- Iske baad sabhi No grass File ko copy kare.
Note:- Agar aapke phone me ye config unzip nahi hota hai ya fir ye config move nahi hota hai to aap z-archive tool ka paryog kar sakte hai.
- Fir jaha apka pubg mobile lite ka folder banta hai usse open kare yani niche ka step dekhe.
- sabse pahle Android, + Data, + com.Tencent iglite, + files, + UE4Game,
+ Shadow tracker, + Shadow tracker Extra, + Saved, + packs - iske baad aapko pste karna hai.
Note:- Agar Aap paste karte ho or aapko overwrite ka message ata hai to replace pe tick karna or ok kar dena.
Then You are Done!
Ab aapka yahan kaam ho geya hai yaani aap game ko ek baar open kare iske baad aap game ko khele aap dekhoge aapka game ka grass remove ho jayega or aap apne enemies ko kill kar sakte hai.
Note:- Grass aapke liye remove nahi hoga aap araam se grass me so sakte hai enemies aapko nahi dekhegi ye sirf aapke enemies ke liye hai sirf aapko enemies me grass nahi dikhega yani geme me aapko grass nahi dikhega.
Conclusion
To doston mujhe ummid hai ki aapko ye article pasand aya hoga ki kaise hamlog No Grass PUBG Mobile Lite Latest Update Config File Download kar sakte hai or kaise kaise use kr sakte hai puri jankari dene ka kosis kiya hun.
To aap ise share karna na bhule apne pubg lovers ke sath.
THANK FOR FEEDBACK